
Ab baat kar lete hai ki hammer kis suggestion main banta hai

Jab market downtrend main chalraha hota hai. Tabb ha main hammer bante huye dikhti hai. Agr hammer ke uper ek candle closeing deti hai to ye ek strong bullish signal deta hai.
Agr hammer ke nuche ek candle closing deti hai to ise ham hammer stick pattern nahi bol sakte.